भोर के इस पहर तुमको सोते हुए ,
देखना इस तरह इस कदर प्यार से|
ऐसा लगता है ख्वाबों में हो एक परी ,
आ गया हूँ मैं सपनो के संसार में |
सुबह की रश्मियाँ छेड़ने जब लगीं ,
नींद आँखों का घर छोड़ने जब लगीं |
मिच्मिचायी नजर, करवटें बेखबर ,
दिल ये चाहा लुटा दूँ मैं जाँ प्यार में |
तेरा अलसायी नजरों से यूँ देखना,
तेरा होठों के जरिये मुझे छेड़ना |
दिल ने चाहा यहीं वक़्त को थाम लूं ,
फिर से खो जावूँ मैं तेरे संसार में |
शाम की है घटा , थक चुका है बदन ,
प्यास होठों पे है मन है फिर भी मगन |
कितनी हसरत से सजती संवरती हुई ,
भर रही है मेरा प्यार वो मांग में |
देखो पल्लू मेरा है सही या नहीं ,
देखो साडी के प्लेटें सही या नहीं |
देखो सच बोलना तुमको मेरी कसम,
कैसी लगती हूँ दुल्हन के सृंगार में |
सारे नाजुक से रिश्ते निभाती हुई,
हर रिवाजों पे सर को झुकाती हुई|
तेरा मासूमियत से मुझे देखना,
झुक गया में तेरे सामने प्यार में |
Truth's of the life are not always so easy to tell everybody specially when it reveals your identity your secret's which sometimes defines you and your personality..to doston the situation is like... Aaj aakhon main nami thi ...kuch yaadian thi jo baras rahin thi khayaalon se mere..it seems that they want to pounder into the sea of memories and that's why the way is towards your eyes read it and live it...my friend's But before entering into my word be ready for some thrilling truth.
Ads ....
Showing posts with label emotions. Show all posts

Wednesday, April 23, 2008
Tuesday, August 28, 2007
Happy Rakshabandhan
For all those who are feeling that in the life if you are not having sister certainly you are not having the full family....
-------------------------------------------------------------------------------------
Aankhain bhi mery pagal thamti hi nahi dekho....
Kehty hai khuda se sun, ek bahna mujhe de do..
Jeevan se mere saare lamhon ko le ker
Mujh main hai jo chaah bhari use roop koi de do.
Ab to to akele hi rakhi ko bitaya tha..
Bahna ka kabhi bhi to, youn pyaar na paaya tha..
Chahat to tarsati thi..najarain bhi barasti thi
par bhai ho bin bahna ..aisy to saja mat do.
lekin ye suno tumbhi,khilwaad na ab kerna..
dhoondho jo kabhi wo bahan..use door to mat kerna..
warna ek khudaya main khud tujh ko bhoola dunga
fir bhool ki mery tum chahe jo saja de do..

HAPPY RAKSHABANDHAN

Saturday, May 26, 2007
Chahat
Kitny mudaat se na dekha , tujhe ee husne haya...
kabhi to hushn ki galiyon se rubaroo ker de..
fir agar jaan bhi le le to gam nahi koi..
hansh ke mar joounga puri ye aarjoo ker de.
Kabhi khidaki, kabhi chat se kabhi jharokhon se..
kitny naakaam koshishon main tujhko dekha hai ..
ab wo parda bhi janta hai harkatain mery...
tery khidaki pe jo darbaan bana latka hai ...
Har subah dekhta hun argani ke kapdon ko...
tune saayad tere aagan main sukhaaye honge..
bakhuda unse hi mil jaaye kuch taaseer tery..
jo tere jism ko kel raat chupaaye honge...
Waise aaya hun kai baar ghar pe bhi tere..
kabhi akhbaar aur sabji ke un bahano se..
per khudaya kyoun pale hote hai ghar per kutte..
laaut aaya hun main har baar bas muhaane se...
Uff!! ye mohabbat na jaane kya karayegi...
kab talak mujhko tera intejaar youn hoga..
ab to suraj bhi hans raha hai chaand bhi mujhe per..
jaane is hushn ka deedar mujhe kab hoga..
E mere hushn ki malika, e mery joharejabin...
mana duniya main tere jaisa nahi koi hansi
to ye dawa hai mera tujhse bhari duniya main ..
na milega tujhe aashiq bhi mere jaise kahin

Subscribe to:
Posts (Atom)